The true reason for anxiety -Acharya Dharmikshree explains


Aajkal kaafi log mujhe ek hi सवाल के साथ आ रहे हैं:“Sab kuch normal hai, fir bhi mann bechain hai, neend nahi aati, aur confidence missing hai.”
Yeh sirf dimaag ka issue nahi hai — yeh grahon ka pressure hai.
Rahu abhi Meen (Pisces) mein hai — yahaan yeh dimaag ko confuse karta hai, illusions, doubts aur spiritual fog create karta है।Shani bhi ab Pisces mein hai, aur jab Saturn is watery sign mein hota hai, toh woh aapke emotional endurance ko test karta है।Matlab: Aap spiritually aur emotionally dono level pe test ho rahe ho.
Psychology bhi kehti hai:Jab present unclear hota hai aur future unpredictable, toh dimaag “false fear loops” create karta है — jise hum anxiety bolte हैं।
Spiritually, yeh waqt hai andar की सफाई (inner cleansing) का।
Toh aap kya karein?     •     

Daily subah 5:30 se 6:30 ke beech 10 mins bina phone ke बैठो     

•     Shani mantra ka jaap karo: “Om Sham Shanicharaya Namah”     

•     Rahu ke liye: Wednesday ko blue flowers water mein flow karo     

•     Apne emotions ko likho, suppress mat karo     

•     meditation karo — Pisces element ko balance karne के लिए

Conclusion:

Rahu aapko confuse karta hai, Shani aapko emotionally reshape karta है।Agar aap in dono के संकेत समझ गए — toh yeh anxiety, aapka breakthrough बन सकती है।